Hindi

Zariya Tu Mp3 Song Download Romy

Zariya Tu Song Download Mp3: The song is sung by and has music by Romy While Sufi Khan has written the Zariya Tu lyrics. Download Zariya Tu Mp3 Song Below.

Zariya Tu Song Romy Mp3 Download

Vocal/Singer
Music Comsposer Romy
Lyricist Sufi Khan
Download Mp3

Zariya Tu Lyrics Romy

Yaar Tu
Kyun Ishq Mein Bezaar Tu
Hai Mera Intezaar Tu
Hai Darmiyan Deewaar Kyun

Yaar Tu
Kyun Ishq Mein Bezaar Tu
Hai Mera Intezaar Tu
Hai Darmiyan Deewaar Kyun

Karun Tujhse Main Yeh Kaise Gila
Ishq Mein Main Kaise Jala
Tu Yaar Mujhme Aise Mila
Jaise Saagar Mein Dariya

Zariya Tu Zariya Tu
Saanson Ka Zariya Hai Tu
Zariya Tu Zariya Tu
Saanson Ka Zariya Hai Tu

Dekhein Khwaabon Ka
Jaagi Raaton Ka
Kyun Hai Bhool Baitha Re
Hisaab Tu

Zariya Tu Hai Zariya Tu
Saanson Ka Zariya Hai Tu

Meharma Tu
Hai Sukoon Hai Junoon
Dekhun Main Jidhar
Tu Hi Tu Tu Hi Tu

Meharma Tu
Hai Sukoon Hai Junoon
Dekhun Main Jidhar
Tu Hi Tu Tu Hi Tu

De Gaya Mujhe
Kaisa Yeh Rog Tu
Aa Doori Mita

Teri Raza
Kya Hai Bata
Dil Na Jala Yaara

Karun Tujhse Main Yeh Kaise Gila
Ishq Mein Main Kaise Jala
Tu Yaar Mujhme Aise Mila
Jaise Saagar Mein Dariya

Zariya Tu Zariya Tu
Saanson Ka Zariya Hai Tu
Zariya Tu Zariya Tu
Saanson Ka Zariya Hai Tu

Dekhein Khwaabon Ka
Jaagi Raaton Ka
Kyun Hai Bhool Baitha Re
Hisaab Tu

Zariya Tu Hai Zariya Tu
Saanson Ka Zariya Hai Tu

Back to top button